notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Raat Gayi So Baat Gayi (feat. Asees Kaur)

Vishal Dadlani

Raat Gayi So Baat Gayi (feat. Asees Kaur)

aaja karein woh galti jo hai sahi
kya karein dil pe chalti hai nahi
aaja tu kar naa deri ajj raat hoja meri
subah phir bolenge yehi

raat gayi so baat gayi
aa karte hai koyi baat nayi
raat gayi so baat gayi
aa karte hai shuruwaat nayi

ho aankhein batati hai yeh sala dil tera
vaadon ka jhootha hai janab
aana nahi mujhe teri in baaton mein
teri toh niyat kharab

aankhein batati hai yeh sala dil tera
vaadon ka jhootha hai janab
aana nahi mujhe teri in baaton mein
teri toh niyat kharab

main toh hoon seedha banda
samjhe kyun mujhko ganda
mujhsa milega nahi

raat gayi so baat gayi
aa karte hai koyi baat nayi
raat gayi so baat gayi
aa karte hai shuruwaat nayi

itni sharafat ka tune kya karna hai
kuch der hoja beiman
yeh jo jawaani hai kal ko toh jaani hai
kuch aaj karle meri jaan

itni sharafat ka tune kya karna hai
kuch der hoja beiman
yeh jo jawaani hai kal ko toh jaani hai
kuch aaj karle meri jaan

dil mein jagah banale
phir main tere havaale
bin puche leja tu kahin

raat gayi so baat gayi
aa karte hai koyi baat nayi
raat gayi so baat gayi
aa karte hai shuruwaat nayi

Discografia Tracker