notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Zara Kareeb Aa (feat. Yamini Ghantasala)

Sonu Nigam

Zara Kareeb Aa (feat. Yamini Ghantasala)

halka halka suroor hai
aankhon mein kuch fitoor hai
yaara tera saath chahiye

lamha lamha jaagake
jile mere saath mein
ek mukammal raat chahiye

yeh jo suroor vasle hai
yahi chahaton ke fasaale hai
chalak raha hai pyaar se
ye dil bhara bhara

zara zara zara zara
kareeb aa zara zara
zara zara zara zara
kareeb aa

zara zara zara zara
kareeb aa zara zara
zara zara zara zara
kareeb aa

raaz hai kyun humraaz ban
khamoshiyan awaaz ban
tujhse mera sawaal hai

sanson ke hai charagon mein
jalte hai tu dimag mein
tu hi mera khayal hmm

kuch bhatki si khwaahishein
awaara farmaishein
inko aitbaar de de tu

ye jo hai betaabiyan
ye jo hai bechainiyan
inko ab karar de de tu

yeh jo suroor vasle hai
yahi chahaton ke fasaale hai
chalak raha hai pyaar se
ye dil bhara bhara

zara zara zara zara
kareeb aa zara zara
zara zara zara zara
kareeb aa

zara zara zara zara
kareeb aa zara zara
zara zara zara zara
kareeb aa

mein sooraj hoon dhup ka
tu saaye ki jheel hai
khud mein mujhe utaar le

main tera hi wajood hoon
tujhmein main maujood hoon
saath mujhe tu guzaar le

aaja mere baahon mein
bhar loon tujhko saanson mein
zindagi mein bana loon tujhe

rehne de agosh mein
mat aane de hosh mein
bekhudi main bana loon tujhe

yeh jo suroor vasle hai
yahi chahaton ke fasaale hai
chalak raha hai pyaar se
ye dil bhara bhara

zara zara zara zara
kareeb aa zara zara
zara zara zara zara
kareeb aa

zara zara zara zara
kareeb aa zara zara
zara zara zara zara
kareeb aa

Discografia Tracker