notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Vande Mataram (feat. Ekta Kapoor)

Sonu Nigam

Vande Mataram (feat. Ekta Kapoor)

har kadam watan mere naaz hai tera
har kadam watan mere naaz hai tera
azaad main hoon
aur watan azaad hai mera
azaad main hoon
aur watan azaad hai mera

har kadam watan mere naaz hai tera
har kadam watan mere naaz hai tera
azaad main hoon
aur watan azaad hai mera
azaad main hoon
aur watan azaad hai mera

vande mataram, vande mataram
vande mataram, vande mataram
hawayein keh rahin apno ki dastaan
aise naa mila humko ye gulsitaan

hawayein keh rahin apno ki dastaan
aise naa mila humko ye gulsitaan
sarhadon pe kitne hi shaheedon ke lahu bahe

sarhadon pe kitne hi shaheedon ke lahu bahe
unki ye qurbaniyan yaad hume bhi rahe
unki ye qurbaniyan yaad hume bhi rahe

unke jaise udne ka andaaz hai zara
azaad main hoon
aur watan azaad hai mera
azaad main hoon
aur watan azaad hai mera

vande mataram, vande mataram
vande mataram, vande mataram

sarfaroshi ko chale hain baandh ke kafan
dushmano ko karne unki mitti mein dafan
ab jo humaari taraf badhe koi kadam
itihaas se mita denge buniyaad unki hum

marke bhi mitne na de
marke bhi mitne na de
tirange ki ye shaan

hindustan tere liye
de denge apni jaan

vande mataram
vande mataram
vande mataram

sujalam sufalam mataram
vande mataram
malayaja shitalam mataram
vande mataram

vande mataram
vande mataram

Discografia Tracker