notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Maana Aaj Ghaayal Tera Zamir Hai

Sadhana Sargam

Maana Aaj Ghaayal Tera Zamir Hai

maana aaj ghaayal tera zamir hai
dosh nahin tera doshi meri takadir hai
jo na padh saka koyi ye vo taharir hai
ye jo hai mukaddar ye to patthar pe lakir hai
kisane yahaan dekha kismat ka lekha
kaun yahaan honi ko hone se taal saka
jaan saka hai ye kaun yahaan
le jaaye kisako nasib kahaan

Tracker