notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Naina da Kya Kasoor

Amit Trivedi

Naina da Kya Kasoor

Arre abhi abhi pyara sa chehra dikha hai
Jaane kya kahun uspe kya likha hai
Gehra samunder dil dooba jismein
Ghayal hua main uss pal se ismein

Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Ae dil tu bata re

Dil ko hazaron baandhe the dhaage
Par paaji nikla yeh humse aage
Hua kya hai, hua kya hai humko

Ek pal yeh daude, ek pal yeh bhaage
Bhor ho jaaye tab naina jaage
Hua yeh hai, hua hai yeh samjho

Dil dil ke milte sanche aur khanche
Jo hai banata upar se jaake
Batti hai na hai dhoop na kafur, na kafur

Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Ae dil tu bata re

Tracker