notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Gazab Ka Hai Din (feat. Udit Narayan)

Alka Yagnik

Gazab Ka Hai Din (feat. Udit Narayan)

gazab ka hai din socho zara
yeh deewanapan dekho zara
tum ho akele, hum bhi akele
maza aa raha hai kasam se, kasam se

gazab ka hai din socho zara
yeh deewanapan dekho zara
tum ho akele, hum bhi akele
maza aa raha hai kasam se, kasam se

dekh lo humko kareeb se
aaj hum milein hain naseeb se
ho dekh lo humko kareeb se
aaj hum milein hain naseeb se

yeh pal phir kahan
aur yeh manzil phir kahan
ho gazab ka hai din socho zara
yeh deewanapan dekho zara
tum ho akele, hum bhi akele
maza aa raha hai kasam se, kasam se

kya kahoon mera jo haal hai
raat din tumhara khayal hai
ho kya kahoon mera jo haal hai
raat din tumhara khayal hai
phir bhi jaan-e-jaan
main kahan aur tum kahan

gazab ka hai din socho zara
yeh deewanapan dekho zara
tum ho akele, hum bhi akele
maza aa raha hai kasam se, kasam se

Tracker