notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Main Tumhara

A. R. Rahman

Main Tumhara

Tum na hue mere toh kya
Tum na hue mere toh kya
Main tumhara
Main tumhara
Main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitara raha

Rishta raha bas ret ka
Ae samandar main tumhara kinara raha
Main tumhara
Main tumhara
Tumhara raha
Tum na hue mere toh kya

Tu hi pehli guzarish
Hasrat bhi tu aakhiri
Mahi meri naseeh
Marzi bata kya teri

Main tumhara
Main tumhara
Main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitara raha

Main jadon ke mahine ki tarah
Aur tum ho pakshimine ki tarah
Main deewaron ki tarah hoon
Tum jaise ho daricha
Main bagicha jo tumne sincha

Tum na hue mere toh kya
Tum na hue mere toh kya
Main tumhara
Main tumhara
Main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitara raha

Rishta raha bas ret ka
Ae samandar main tumhara kinara raha
Main tumhara
Main tumhara
Tumhara raha
Tum na hue mere toh kya

Tracker