notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Adhura

Zack Knight

Adhura

tujh ko mere dil pe aitbaar hua hai
tum ko bhi tou mera intezaar hua hai
hun mein adhura ab tere bina haay
hun mein adhura ab tere bina

pehla nasha hai
bin tere kya mein
chahat ka meri
dil ye gawaah

hairaniyon mein
saansein meri hain
aa puch le tu
haal hee mera

mein chahta hun teri panahein
tere pyaar se waqif hun mein

tum ko hee jaanu
tera he pata hai
mujh tak jo pahanche
tu hee mera raasta hai

tere bina jeena
dushvaar kiya hai
tere hi wafa se
iqrar kiya hai
hun mein adhura ab tere siva haay
hun mein adhura ab tere bina

dil mera harpal, tujhko pukarey
teri taraf hee, jata hun mein

teri adayein
jadu chalayin
har pal hai meri
yaadon mein tu
Oh

aankhein mila le
sab ko bhula ke
meri subha mein
raaton mein tu

tujh ko mere dil pe aitbaar hua hai
tum ko bhi tou mera intezaar hua hai
hun mein adhura ab tere bina haay
hun mein adhura ab teeeee ae ae

Tracker