notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Dil Ko Karaar Aaya (feat. Neha Kakkar)

Yasser Desai

Dil Ko Karaar Aaya (feat. Neha Kakkar)

dua bhi lage na mujhe
dawaa bhi lage na mujhe
jabse dil ko mere tu laga hai

neend raaton ki meri
chaahat baaton ki meri
chain ko bhi mere tune yun thaga hai

jab saansein bharu main
band aankhein karoon main
nazar tu yaar aaya

dil ko karaar aaya
tujhpe hai pyaar aaya
pehli pehli baar aaya
o yaara

dil ko karaar aaya
tujhpe hai pyaar aaya
pehli pehli baar aaya
o yaara oo hmm

har roz puche yeh hawaayein
hum to bata ke haare
kyun zikr tera karte hai humse taare

har roz puche ye hawaayein
hum to bata ke haare
kyun zikr tera karte hai humse taare

ab kisse hai tere
inn hothon pe mere
izhaar aaya yaara

dil ko karaar aaya
tujhpe hai pyaar aaya
pehli pehli baar aaya
o yaara aa

dil ko karaar aaya
tujhpe hai pyaar aaya
pehli pehli baar aaya
o yaara

Tracker