notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Do Din Ka Ye Mela

Tochi Raina

Do Din Ka Ye Mela

do din ka ye mela hai
do din ka
do din ka ye mela hai
khela phir uth jaana hai

do din ka ye mela hai
khela phir uth jaana hai

aana hai jaana hai
jeevan chalte jaana hai
are aana hai jaana hai
jeevan chalte jaana hai

mite na chhapke shehad sa tapke
mite na chhapke shehad sa tapke
mitha bol khajaana hai

aana hai jana hai
jeevan chalte jaana hai
maati ka bartan hai pyare
maati mein mil jaana hai

aana hai jana hai
jeevan chalte jaana hai
jeevan chalte jaana hai

hawawon mein behti kahaniya hai
ho hawawon mein behti kahaniya hai
bholi masoom nadaniyan hai

bhor aur saanjh ke pakke rang
pooja aajaan duawon ke sang
ghar ghar ki chhat pe hai rehta panchhi aata, bulana hai

aana hai jana hai
jeevan chalte jaana hai
aana hai jana hai
jeevan chalte jaana hai
jeevan chalte jaana hai

Tracker