notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Bhulado

Raeth

Bhulado

bhulado bhulado woo batain purani, jo dil ko jalati rahain
woo yadain tumhari woo batain tumhari, jo hum ko satati rahain

woo kaisi subho thi, khushion ko tha safar
sab yaar sang thay, koi thi na fikar
dukh aiya, sukh khoiya, ghum ban giya humsafar

apnay kiya, paraiy kiya, sab rang hain aik say
kachay sab dhagay hain, yeah band hain raeth k
manzal na saathi hay, chalta hon main baykhabar

bhulado bhulado woo batain purani, jo dil ko jalati rahain
woo yadain woo batain, jo mujh ko satati rahain

Tracker