notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Ab Kyun

Raeth

Ab Kyun

Ab kyuu….uuuun har baat pe,
Tum mujhko yaad aate ho
Pehle ka zamaana thha kya

Har pal tu sang thha mere
Pyaar tera thha zindagi

Tu ne wafa kyun na ki
Humse khaata yeh hui
Ke humne tumse pyaar kiya
Hmmmmmm
Hmm hmmm

Sehra ki tapish hai ab yeh zindagi
Tum bin jee na sakoonga main kabhi

Ab kyuun har baat pe
Tum mujhko yaad aate ho

Yaadein mita di sabhi
Shaamein bhula di sabhi
Jalte diye bhi bujh gaye

Pal bhar ka saath thha tera
Toota jo sapna mera
Thha woh mahal raeth ka

Ab kyuu….uuuun har baat pe,
Tum mujhko yaad aate ho

Tracker