notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Raat Aur Chandni

Raeth

Raat Aur Chandni

raat aur chadini hai , tu khoyi kahaan

raat aur chadini hai , tu khoyi kahaan
pyar ki khusboo, main tanha yahaan

palko main ji lo main
apni saari zindagi
badla hai yeh shama , palke jo teri uthi
bin tere jhuka main, main woh shaame bhula na saka
tu jo mere pass hain , ab koi na ass hai ,tu pyar mera

raat aur chadini hai , tu khoyi kahan
pyar ki khusboo, main tanha yahan

rab se hai , yeh dua, beete na raat yeh
tham loon waqt ko , agar ho mere haath main
dil main hai jo baatien ,aaj ki raat keh do sabhi
khamoshi ki chadar odho kyun ho tum mujhse kadi

raat aur chadini hai , tu khoyi kahaan
pyar ki khusboo, main tanha yahaan

joolfon ki chaon main, zindagi main gujar doon
sharmaye aankhon main , yeh jahan main waar do

tu jo mere pass hai , ab na koi na ass hai , yeh pyar hai
deewano sa haal hai, yeh dil bekaraar hai, sun le zaara

raat aur chadini hai , tu khoyi kahan
pyar ki khusboo, main tanha yahan

Tracker