notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Ishq Mein Naam Yuun Kar Gaye

Kavita Krishnamurthy

Ishq Mein Naam Yuun Kar Gaye

ishq mein naam yuun kar gaye - 2
(jalke parwaane khud mar gaye
ishq mein naam yuun kar gaye) - 2

aap bas muskaraate rahe - 2
saare ilzaam hum par gaye??
jalke parwaane khud mar gaye
ishq mein naam yuun kar gaye

umrrbhar jo rahe badguma - 2
ro pade jab mere ghar gaye
jalke parwaane khud mar gaye
ishq mein naam yuun kar gaye

unake daaman mein khushiyaan rahe - 2
mere pehalu mein gum bhar gaye
jalke parwaane khud mar gaye
ishq mein naam yuun kar gaye

aapako thi hamaari kasam - 2
aap kyun dil se baahar gaye
(jalke parwaane khud mar gaye
ishq mein naam yuun kar gaye) - 2
ishq mein naam yuun kar gaye...

Tracker