ishq hai, tujhse hi
pehla hi, aakhri
tu yeh na samjha
ek tarfa hai mera pyaar
ek tarfa re
ek tarfa hai mera pyaar
ek tarfa re
tutke chaha, maine tujhko
toda tune vaada
tu kya jaane, pyaar kiya
tujhko khud se zyada
kiya ikrar maine jab bhi
kiya ikrar maine jab bhi
tune kiya inkaar
ek tarfa hai mera pyaar
ek tarfa re
ek tarfa hai mera pyaar
ek tarfa re
sapna dekha, jab bhi maine
har sapne mein tu tha
aankh mein meri aks tha tera
tune na pehchana
badle mein tune diya
badle mein tune diya
in aankhon ko intezaar
ek tarfa hai mera pyaar
ek tarfa re
ek tarfa hai mera pyaar
ek tarfa re
ek tarfa hai mera pyaar
ek tarfa re