notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Patriot

Arijit Singh

Patriot

pucho ge to batau kya nahi pata
mere desh se mujhko hain pyaar kya
saabit kya karun hain kitna pyaraa
mujhe ye desh, ye desh mera

kya hai desh ye, desh ke bhesh me
roti kapda makan hai
mausam bahaar hai hariyali ka tyohaar hain
mere wajood ka aadhaar hain

kyun dikhaun
main kyun jataun
dil ki baat hai
main kyun bataun

ye desh hain kya mera aaina
main hun jab jaisa, mera desh hain tab waisa
desh hi maharaaj hain, desh hi gareeb ki aawaz hai
majboor hai to majboo bhi iski bhasha

andar geheri jad hain
meri is desh main mujhko hain samaana
pucho to main bataun kya tumhe kya pata
mere desh se mujhko hain peyar kya

kyun dikhaun
main kyun jataun
dil ki baat hain
main kyun bataun

Discografia Tracker